Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Hazrat, aise koi hadees ya ayat hai jis me aulad ko maa ya baap se judaa na karne k baray me farmaya gya hai,? tasheeh farmaye  
Answer Imam jaffer sadiq a.s se riwayat hay k jab tak bacha doodh ki muddat (yani 2 saal) main ho, is main maan baap baraber k hissedaar hote hain,or jab os ka dhood choot jaay tu phir maan ki nisbat baap ziyada haqdaaar hota hay.or jab baap mar jay tu doosre rishtedaaro k nisbat maan ziyada huqdaar hoti hay.(Ref: wasaelush shia, baab e nikah,hadees#1, chapter#81.). Update on dated 04-03-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad (s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.