Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question asslamao alaikum. sir mein buhat pershan hoon. zindagi ko assan sumjah mehant nahein ki. ab 47 saal ka hoon. busienss nahein job nahein. ziada educated bhi nahien. bachey study kur rehey hein. Allah ka shuker hay apna gher hay . sari life bekar guzar thi. abAalalh ki teraf rujaoh kurna cehehta hoon. apni ghulation ko feel kurta hoon. future ka soach klur pershan hu jata hoon. rota rehta hoon. Allah say help mahgta hoon.soachta hoon ager koi business na huwah kuch na huwah tu kai hu ga. Allah say ru ru kur mangta hoon mujey muaf kur dein. future ka khoaf rehta hay. eis time asal masla zareah mahash ka hay. dipress ka patient bun gia. saocha hoon kay mein itna gunnah gaar hoon Allah meri dua nahein sunein gay kyun kau mein nein mehnat nahein ki time wasite kia. mein janat hoon mein ghlat soachta hoon. Allah pak raheem hein kareem hein. logoon ko jub dekhat hoon tu hasad feel kurta hoon. mayosi na umeedi dur khoad anney walet waqat ka khoaf mujey maar daley ga. p[leas emeri help kurein. mujey koi dua baat dein Allah pak mera yeah dur khoaf khutam kur dein, mera tukwa Allah pur strong hu jiey. Allah pak gaiab say meri help kur dein . mujey kssi ka mouhtaj na kurein. hutr time roney ko dil kurta hay. mahashi haalat ki waja say perashan hoon. wahami hu gia hoon. haath dhota rehta hoon. lugta hay mera jisam npapak hay kindly meri help kur dein ko dua baat dein. 
Answer Rasool-e-Khuda Irshad farmatay hain kay: Jo shakhs Surah-e-Talaq ki tilawat karay ga Khuda os ki toba qabool karay ga jis mai ghunnah ki taraf dubara lotna na ho ga. Surah-e-Zariyat aur Surah-e-Alam Nashrah k parhnay walay k liye Khair-o-barkat mai izafa aur rizq mai ziadti hoti hai aur is kay ahlo ayal ki rozi ziada hoti hai. (Ref: Dunya wa Aakhirat ki 100 Pareshanion ka hal, pg#37) (Ref: payam-e-shifa, pg# 236) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.