Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Salam sar mera ap sy sawal ha k mery husband ki salary 50000 ha over time dal k 60000 ha main khums dena chati hon lekin mujy nai smj a rahe k is py khums kitna dena chaiye ya kitna banta ha or dosri bat salary main sy bachat awal to nikalti he nai ha lekin agr thori c nikalti b ha phr b main dena chati hon ap is k bary main mujy detail sy batain ta k mujy or ye sawal parny walon ko b information ho jaye 
Answer Tajir,dukaan daar,karigar,mulaazmat(job) karnay walay aur isi tarah dusray kamanay walay hazraat k liay zaruri hay k jab say unho nay kaam ya job shoru ki ho, aik saal guzar jaye to jo kuch in kay saal bhar kay akhrajaat say ziyada ho iska khums(5th hissa/20%) day. (Ref: Tauzeehul Masail Ayatullah Sistani (d.b), Masla#1735). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.