Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question AoA.....mera sawal ye hai k larki ko jo zevar shadi pe milta hai us ki zakat larki pe farz hai ya husband pe larki k ps agr itne paise na ho tu husband zakat den skty hain ya biwi pe hi farz hai ?? Plzzz rpl me fast thank u  
Answer Zewer par zakaat nahi hoti zakaat kuch cheezo par wajib hai 1) Sona(gold) 2) chandi 3) khajoor 4) Ont(camel) 5) kishmish 6) Gaye(cow) 7) Bhair bakri 8) Jou 9) Ehtiat-e-Lazim ki bina par Maal-e-Tijarat. (Ref: Ayatullah Sistani Tauzeehul Masail, Masail#1820)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.