Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question ASSALAM O ALAIKUM JANAB GUZARISH ARZ YE HY K MAIN KARZOON MAIN BOHAT BURI TARHA JAKAR GAYA HOON PURANA KARZA KAM ADA HORAHA HY NAYA QARZA ZIADA BADH RAHA HOON BANK SE LOAN BHI NHI LENA CHAHTA HOON BARAHAY KARAM MJHY KOI AISA WAZEEFA BATAAEN K JIS K KARNAY SE MAIN QARZOON SE MUKAMMAL NIJAAT HASIL KARLOON. ALLAH APKO JAZAY KHAIR ATA FARMAAY . 
Answer Imam Jaffar-e-Sadiq (a.s) ka farmaan hai kay “Namaz-e-Shab chehray ko zeba(khubsurat), Akhlaaq ko acha banati hai,insaan ko khushboo daar karti hai, rizq ki ziadti, qarz ki adaigi ka baes banti hai aur gham ko door karti aur aankooh ko noor ata karti he. (Ref: Payam-e-shifa, pg# 147)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.