Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question mera sawal yaeh hah kae jab mae peshaab kar kae aata hoon tou peeshab karne kae 5 min baad mjhe maahsoos hota hah meri sharamgah sae kch nikal rha hou dkhta hoon tou kch nhe hota magar kabhi kabar transparent drops nikaltay hah tel me plzzzz? 
Answer Istibra aik mustahab amal hay jo mard hazraat paishaab k baad is wajah say anjaam daitay hain ta,keh ye itminaan ho jaay k pishaab ki naali may peshaab baqi nahi raha. Is ka tareqa ye hay k peshab say farigh honay k baad ultay haath(left hand) ki darmiyaani ungli (middle finger) ha us ko pakhanay k maqam say peshab ki naali ki jerh tak soontain(wipe) aur is k baad angothay ko peshaab ki naali k oper or aur angutay k saath wali ungli ko peshaab ki naali k neechay rakhain or daba kar khatna k maqam tak le aaen phir 3 dafa jatkain. (Ref: Tauzeehul Masail Ayatullah Sistani (d.b), Masla#62,70)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.