Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question mera swal yeh hai k meine quran pr hath rakh kr qasm khae thi k ma galt kam nahi kro ga lkin mjse phr se wahi galt kam ho gya jis ki wja se ma bht pereshan hon plz agr iska koe kuffara hai toh mjy btaye ma bht preshan hon ???? 
Answer Aisi qasam sahi nahi hai lehaza us qasam per amal karna wajib nahi hai aur kaffara bhi wajib nahi hoga. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #2634). Update on dated 23-07-2015 (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.