Answer |
Namaz faqat qurbatan illallaah ki niyat se parhi jay or is main ada ya qaza ka tasawwur nah kia jay. Maslan you niyat ki jay k “main namaz magrib perhta hoon, qurbatan ilallaah”. Yani aap is namaz ko nah ada shumaar karain or nah hi qaza.(Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 768). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) |