Answer |
Nafal namazain halat e ekhtiar mai bhi beth kar parhi ja sakti hain aur ye bhi zaroori nahi hai k 2 rakatoo ko aik rakat samjha jae albetta behtr hai k inhain kharay rah kar parhay. Zaroori hai k namaz e isha k nawafil ehtiyat e wajib ki bina par beth kar parhain. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 754 ) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) |