Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Aslam ulaykum maira swal ye hae k ma k nam sari jaydad ho to kya bytiyon(daughter) k nam sirf jaydad hoti hae ya bayton (son)k nam b hoti hae bad mae 
Answer Agar kise marne wale k waris kuch bete aur betiyan hoon to maal ko yun taqseem kiya jaey ga k har beta, beti se dugna(double) hissa pata hai. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2694). Update on dated 29-05-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.