Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Aoa. Mai aik larki se shadi krna chahta hu, uss ka Nikah uss k parents ne uss ki razamandi k bagher kahin kr dia tha. 1- kya uss ka wo nikah jaiz hay? 2- Ab kya wo apne parents se lar k nikah khatam krwa k mujhse shadi krwae to kya Islam iss ki ijazat deta hay?  
Answer Agr wo larki waqai shadi per razi na ho to is surat men ye shadi sahi nahi hai, lekin ager us ki pasand ki shadi per us ke walid ya dada razi na hon to wo apni pasand ka nikah bhi nahi kar sakti, or ager nikah kar le to wo nikah batil hai. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2335-2341-42).Update on dated 29-12-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.