Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question Meray Question ye ha k, kye Qurane Pak parney keleye wazoo ha hona zaruri ha or begair wazoo ke paran keya gunnah ha? 
Answer Baz faqha kahtay hein k quran parhnay k lie wazu karna mustahib he. Lakin ye wazu mustahib hona sabit nahi he. Albetta agar koi shakhs mustahib honay k ethimal honay k sath wazu karay to os ka wazu sahi he. Aur is wazu k sath har wok am kar sakhta he job a wazu ho kar karna zurari he maslan is wazu k sath namaz parh sakhta he. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 321) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.