Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Assalam o alaikum mera ques ha k mene qasam khaye thi kisi Cheez se related k ye kam mein hargizz nahi karunga lekin mujhe lagta Thai K mujhse qasam toot jayegi lekin mene phr dil me kaha K me apni qasam wapas leta hun . Abi tak mene WO kam nahi kiya tou aisay me mujhe kya karna chahiye k meri qasam khatam ho jaye takay AGR me WO kam karun bbhi tu meri qasam toot Jane ki waja se muje gunahh na mile aur kafara b na wajib houjh pe....shukriya  
Answer Agr apne qasam ki saari islami shrton ka khayal rakhte hue khai thi to, to bad men jan bojh kr us qasam k khilaf amal kiya to gunahgar honge, or kaffar bhi dena zaruri hoga, or qasam ko torne ka kaffara ye hai k 10 faqeeron ko pet bhar kr khana khilaen ya phir unko libaas pehnaen or agr ye kam na kr saken to 3 din musalsal roze rakhen. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2633-34). Update on dated 30-07-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.