Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question jis aurat se zina kiya jaye kya us ki beti ke sath shadi jauz hai? kya saas ke sath zina krne se biwi ke sath nikkah toot jata hai? 
Answer Agar koi shakhs kisi aurat se (jo us ki phopi ya khala k alawa ho ) say zina karay to ehtiyat e mustahabb(behter) ye hai k is ki beti k sath shadi na karay.(laikin phir bhi shadi kar sakta hai) (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 2361 ) 2) kise aurat k saath shadi hojane k baad us ki mah (saas) k saath zina karne se us aurat aur mard ka nikah nahe tootta(Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah #2360 ). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.