Answer |
Najis bartan k induruni (internal) hissa ko qaleel pani se 3 dafa dhona zarori hai. jiska tariqa ye hai k bartan ko 3 dafa bhara (full kiya) jaay aur har dafa khali kar diya jaay. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah #144, 149) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) |