Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question 7 hisso mai Amount equally devide hona chahye ya jese 5 bhai hain kisi ne 20000 de dya ksi ne 15000 de dya ksi ne 10000 ye sb amoutn mila k ek janwer agaya jsme 7 hisse hugaye ya amout equally devide krna huga? 
Answer Qurbani me shirkat k lie louqo ki rakamo ka barabar hona zarori naha hai. ) 1)Baqra eid ki Mustahabb qurbani main jaiz hay k insaan khud apni taraf say or apnay ghar walo(family members) ki taraf say 1 jaanwar ko qurbaan karay, isi terah qurbani main ka’e aafraad(many persons) ki shirkat jaiz hay. 2)Qurbani k teen hissay kia jain aik hissa apnay lie, doosra hissa baqi muslmanoo k lie aur afzal ye hai k teesra hissa gareeb muslmanooko sadqay mai dia jae. (Ref:Sistani(d.b),Manasik e haj wa mulhaqaatiha 1431 hashiyah#27, sawal#4). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.