Answer |
18 zilhajjeid ghadeer ka din hai ye din allah aur aale muhammad ki buhad bare eidoo me se hai allah ne har nabi ko is din ka ahteraam karne aur eid manaane ka hokum diya is din rasool ne hazrat ali ko apna kalifa aur janasheen banaya , is din ka roza 60 saal k ghunaya ka kafara hai, mazeed malomaat k lie kitaab mafaati ul jinaan , allama sheikh abbas qumi, eid ghadeer k aamaal ki taraf ruju kare. (ref: mafaati ul jinaan , allama sheikh abbas qumi, pg:263) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) |