Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Salam. kya mah e ramzan k qaza rozay ka kaffaray ki jaga mujtahid k wakeel ko paisay da saktay hain ghareebon ko khana khilanay k liyay? rehbar mauzzam k mutabiq aik rozay aik ghareeb ya miskeen ko khana khilanay ka kya kharcha ha? Jazakallah 
Answer Roze k kaffaare me khana he dena zarori hai maslan ghehon, aata, kazoor waghaira aur qimat ka ada karna kaafi nahe hai . ha kise aise shaks ( ya idaare ) ko qimat ada karna jaiz hai jo qaable ahtemaad ho aur ise wakeel banaya jaye k wo khana khareed kar faqeer ko de de.(Ref : Mujtahid se pochay gaey sawalaat, roza, sawaal #112, 113 pg #59) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.