Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question mere do bhai hai aur hamare waliden ka intekal ke baad saare paise sona mere bhai ke mamu ke paas diye te ab my mere bhai se pucha to o batate hai ki paisa nahi hai sona hai abmay kya karskta hu ? 
Answer Agar kise marne wale k waris faqat betay hoon to tamaam maal (chahe pese hoon ya sona ya ghar) un k darmiyaan barabar taqseem kiya jaey ga. Or aap apne bhai se apne hisse ka mutaalba ker sakte hain.(Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael, Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2694). Update on dated 29-05-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.