Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Ayat-ulah Sastani 
Question salam mera sawal ye hai k, agar mani ratobat chadar , bistar, ya dusry kapro mei lag jaye to kiya wo bhi najis ho jaye gay, aur ye k mani nikal ne k bad gusul kiye baghair mani saaf kar k dusry kapry pehne to kiya wo kapre bhi najis ho jaye gay 
Answer 1)Agar mani kisi paak cheez per lag jaay tu wo najis ho jaay gi or os ko paak karne ka tareeqa ye hay k mani ki nijasat ko door ker k aik mertabah os jagah per paani daala jaay,jab wo paani beh jaay tu wo cheez paak hojati hay,laikin libaas or is jaisi hi chezoo ko nichornah bhi zarori hay.(ref:Ayat Ullah Ayat Ullah Seestani(d.b), (d.b), Tauzee hul masail, maslah#155). 2)Agar badan k tamaam najis maqamaat (yani jahaan mani lgi thi) ko paak ker k dusray kaprhay pehen liay jain tu wo dosray kaprhay paak raheen gay. . (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 119).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.