Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question shia namaz ikathay parhty hen or sunni alehda pls elaborate the concept... actually kaha jata hy k imam hussain waqt e asar shaheed huay agr asa concept hota k zuhren ki namaz m wo shaheed huay to phr namaz e asar q kaha jata hy?? jb k faqa b asar k wqt khulta hy 
Answer Shia 2 namaazo( maslan zohar, asar or maqrib , esha) ko aik waqt me sunnat e rasool (s.a.w.w)ki roshani me perhte hain .Ehle sunnat ki mashoor o maroof kitaab sunaan abi daood terjuma moulana waheeduz zamaan jild 1, pg: 490 : me ibne abaas ne kaha k rasoolallah(s.a.w.w) ne zohar aur asar ko aur maghrib aur esha ko madine me barish aur khouf k beghair aik waqt me ( yani aik namaz k fouran baad dosere namaz perhe) aur rasool allah(s.a.w.w) ne aisa is lie kiya k takeh meri ummat ko taqleef na ho . ( ref: shiat ka muqadma, hussain amini , pg: 225,227) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.