Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Mera sawal ye hai k mery shohar sex k amal me khud discharge hony k baad so jaaty hen jb k mery andar becheni barh jaati hai, isliay me khud kisi na kisi tareeqy se ya koi tv ka scene dekh kr discharge hoti hoon, tab jaakr mery andar se becheni khatam hoti hai, mera sawal hai k kia esa karny se mujhe gunaah hoga?  
Answer Ehtiyaat e wajib k toor per fahash filmoo(porn movies) aur tasveeron(porn pictures) ko dekhna haram he agar chahah shak aur lazzat k bagair dekha jay. (Ref : Jaded Faqhi Masayl Ayat ullaha Sistani d.b. Masla # 463 pg # 254) Shohar ko chahiay k jima se pehlay masaas(orgasm) kare, yaad rakhna chaiay k masaas or dastbaazi k is amal main merd khososi tawajjah rakhe, yani wo piyaar o muhabbat ki baato k sath sath aurat ko good main lay , boos o kinaar kare, pistano(brest) ki niple ko masle, pistano ko dhere dhere dabae,honto ya zabaan ko ahista ahista chosay, baghal, guddi, raan waghera main ungliyaan phere, sharamgaah k ander ungli dakhil ker k halke hlake harkat day , apna uzo e tanasul(penis) aurat k hath main day takeh wo ose dhere dhere dabae or inteshaar(yani uzu e tanasul main tanao) paida hone per apne jazbaat or khahishaat ko os waqt tak qabo main rakhe jab tak aurat ki saansain ukharhni nah shuru ho jain, is k baad jab jima shuru kia jaay tu jab jima k doran aurat k munzil hone (discharge) k bilkul qareeb ho yani wo baytabana harakaat karay, merd se chumtay, liptay, apne hatho ya taango se merd ko kas ker daba,ay. Tab merd bhi jaldi jaldi dkhool(inserting of penis) or ikhraaj(emiting of penis) ker k farigh ho jaay, agar ittefaaq se aurat is waqt tak munzil nah ho or wo apne haatho ya taango se merd ko kas k daba rahi ho takeh merd alag nah ho tu merd ko chahiay k is waqt tak apne aala e tanasul(penis) ko aurat ki sahramgaah se bahar nah nikalay jab tak k aurat munzil nah hojaay, phir khuch dair baad penis ko nikaal ker merd aahistagi se aurat se alag hojaay. ). Update on dated 20-11-2015. (Ref:Islam or jinsiyaat, mu,allif doctor muhhammed taqi ali abdi, pg#150-151). Update on dated 20-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.