Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question tahjood ki namaz kitne rakaat hoti hai aur knyu padhte hai 
Answer Namaz e Shab 11 rakat hai or is k parhne k rawayat men boht sare fazaail or fawaaid btaye gaye hen.(Ref : Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail , edition # 31 , maslah # 735). In main se ik ye hai jo Imaam Zeen u Abedeen (a.s) se marvi Hadees o Quraani Ayat ka mafhoom hai, ke Namaaz e Tahajjud Allah Taala se tanhai main mulaqaat ka naam hai, jis mulaqaat ke ewaz Allah Taala us ko marifat ata karta hai, jis ki roshni main wo gumraah logo ke dermiyaan chalta hai. (Ref : Tafseer e anwaar ul najaf , jild # 9 , topic # namaaz e tahajjud , pg # 51) , (Ref : Quraan e Majeed , Sura # sura e al-anaam - sura no 6 - , ayat # 122 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.