Answer |
Wssalam o alykum, Ager nikah larki ke toba o nadamat (us bure kaam per pashemani) se pehle kiya gaya hai to ehtiyaat e wajib ke madd e nazar nikah batil hai q k jab tak larki toba nahi kr leti wo usi larke se shadi nahi kr sakti.(Ref : aqa sistani,Jadeed faqhi masail , masala # 550 , pg # 278 , eidition # 5 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai). |