Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question salam, mera sawal ye hai k shareek e hayat k intikhab mai sab se ziada kis bat ka khayal rakha jaye . 
Answer Rasool allah ka irshaad hai : Ek musalmaan k liye islaam k baad aysi musalmaan biwi se afzal aur kohe cheese nahe jis ki taraf dakhe to is ka dil khush ho jaay shaor hokum kare to wo is ki itaat kare ,shoar ki ghair moujoodghe me is ka tahafuz kare Mard jis khatoon se shadi karna chata hai us me in sifaat o khososiyat ko paishe nazar rakhe jo aik misali khatoon me hona chaiay jo pak daaman ho ,shareef ul asal ho , naik ho aur dunyawi aur aakherati muaamlaat me shoar ki madadghaar saabit ho mard k lie ye munaasib nahe hai k biwi k intekhaab k lie us ki nazar srif zahere husun o jamal aur maalo doulat ho. (Ref : aqa sistani,Jadeed faqhi masail , masla # 386 , pg # 231,232, eidition 5) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.