Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question aoa mera sawal hai me jab se paida hui hon mene koi khushi nai deikhi maa b fot ho gai koi kam start karti hon nai hota koi dua mangti hon nai hoti kabol dil me niyat bohat achi hain magar zilat bhari zindagi se bohat tang aa agai hon har pal jaisy mot lagta hai duaon se na umeedi si hogai hai sab samjaty hain me manhos hon kuch kety hain nam bhari hai kuch kehty hain jadoo hai 26 sal ki umer hogai hai magar bohat kismati dekh li hai mujy lagta hai mujy mar jna chaiye me Allah ki di hui zindagi se khush nahi hon syedzadi hote hue job kar kar wahabi sunion se imdad leni parhi itni duaen karti hon mujyMola as apne siwa muhtaj mat karna magar halat bohat zilat bharey jatay hain. mera name b bohat bhari hai.meri duaen pori q nai hoti hain or agar na hon to khud kushi wajib hai ya nai?please batayen. 
Answer Halat or zindagi chahe kis qadar hi mushkilata ka shikar hojaye lekin khud-kushi kisi bhi surat men jaiz nahi hai balke haram or gunah e kabeera hai(Ref:Ayat-ul-Allah Sistani (db) http://www.sistani.org/urdu/qa/01796/) Or isi Quraan ki roshni men Khuda ki rehmat se mayoos hona Kufr hai lehaza kese bhi halat ajaen har wqt Allah se umeed honi chaiye or mayoos nahi hona chahiye.(Suraah Yousuf , Ayat#87) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.