Answer |
1. Ayat ul kursi parh kar shireen anar per dam karain 4 mahinay bad hamila aurat ko dein. Beta paida ho ga. (Ref : Kitab Payam e Shifa pg # 283 , 284)
2. Agar kisi ka beta na hota ho to wo niyat karay k agar mera beta ho ga to os ka name ali rakhoon ga aisa karnay se Allaha osi farzand ata karay ga. Phir ali name rakhay. (Ref : Kitab Payam e Shifa pg # 286) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
|