Answer |
G nahi nahi tootta balke roze kholne k muqarra wqt pe roza khud b khud khul jata hai chahe ap kuch khaen ya na khaen ya ap khuch dua parhen ya na parhen.(Ref : Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail , edition # 31 , maslah # 1553 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai). |