Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question I just want to ask that if a wife is given the right of divorce by her husband at the time of nikah (as mentioned in nikah nama)...what are the terms and conditions for her to divorce her husband if she needs to do so? can she divorce her husband by saying "talaq" three times? 
Answer Asal islaam men orat ko talaq ka koi haq nahi hai albatta shohar apni marzi se orat ko tafweez de (matlb orat ko apna wakeel bnaye k tum meri taraf se meri wakeel bnakr talaq k seeghe jari kr sakte ho) to ye jaiz hai, albatta orat ka nikah k wqt ye shart krna k talaq ka haq mjhe diya jaye to ye bat shareet k munafi hia is surat men shart batil hai lekin hojane wala nikha sahi hoga, lekin baz suraton men orat shohar se nikah k wqt haq-e-tafweez (is ka matlb upr byan hogaya) talab krti hai to wo baz suraton men(jese shohar safar taweel per chala haye or na lote, ya shohar aysa jurm kre k qaid men chala jaye, ya apni biwi ko ek mahine tak nan-o-nafaqa na de, etc) to jaiz hai harj nhi hai ye shart or nikah sono sahi honge.(Ref : Ayat_ul_Sistani db, Minhaj-ul-saliheen Part#3,Masla # 331-334)(Allah apki tofeeqat men izafa frmaye) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.