Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Me ek ladke se pyar karti hun, jo pehle se shadi shuda h, uska nam arman h ,jo mujhse bhi bahut pyar karta h ,uski biwi usko bahut bura bhala kehti h ,unki aaps me banti nahi h ,wo aur me ek dusre se shadi karna chahate h ,aur jo pehli biwi h wo chhod nahi rahi wo usko apni proparty bhi de di fir bhi nahi chhodti kehti h ke badnam karke barbad karke chodegi ,aur ham dono ek dusre ko bahut pyar karte h ,aur ek dusre ke bina ji nahi sakte, hame kuch aysa batay ke wo unhe chhod de aur hamari shadi ho jay ? 
Answer Ap se shadi ke liye pehli bivi ko chorne ki zarorat nahi.(Ref : Mujtahid se pochay gaey sawalaat, part # 3 , sawaal # 105).Or islam men is qism ki mohabbat or dosti bhi jaiz nahi hia. sura e Yaseen ko ibtida se pharna shuroo karain, jab 1st mubeen tak ponhche to 41 martaba darj zeel ayat phar kar dua maangain, phir doosre din phir shuru se Sura e Yaseen ko shuro se pharye yahan tak ke 2nd mubeen tak ponhach jaain to 41 martaba us hi ayat ko phar ke dua maangain jis ko 1st din phara tha, or jab Sura e Yaseen main 7 martaba lafz e mobeen aaya hai to 7 rooz tak ye hi amal karain. 41 martaba pharne wali ayaat : Sura e Al-Hamd (Sura no 1) ayat no 4 is ke baad ye dua pharni hai allah umma an taqziya hajati (or Allah Taala se apni hajat bayan karain.(Ref : nawaa e Saleheen , pg # 49 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.