Answer |
Agr is ke 2 haiz (periods) ka darmiyaani fasla 3 mahino se kam ho to do haiz k bad jese hi tesri baar haiz aaye ga to iddat katam hojaegi, Us k bad nikha kr sakti hai, Or ager 2 haiz ka dermiyani fasla 3 mahine ke barabar ya is se ziyada ho ya haiz hi na aata ho lekin umar haaezah oraton ki umar jesi ho to 3 qamri mahine ke barabar iddat hai. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2474 to 2476). Update on dated 07-12-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey) |