Answer |
Wssalam o alykum, Is terhan ki mohabbat o dosti Shariat e Muqaddasa main jaiz nahi. (Ref : Nigah aur libas sawal # 106 pg # 69). (Albatta islaam pasand ki shadi se mana nahi krta lehaza is wazife per amal karain) Sura e Ahzaab (sura # 33) ko hath say likh kar ik dabbay(box) mai band kar ke apne ghar may hifazat say rakh dain aur is surah ko har rooz ik bar parh kar dua mangain (or phir Allah Taala ke hokum main raza-mandi ka izhaar karain). (Ref : Naway e salaheen pg # 352 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai). |