Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Assalam o Aliakum Mufti sahib. Sir mera sawal ye hai k agr ki hui Tobah na chahty huwy b toot jaye ( yani k kisi gunah ko na karny ki tobah) to kya is ka koi kuffara hai ? Aur agr at a time bina sochy samjhy wohi gunah sarzard ho jaye jis sy tobah ki ho aur bad mein bohat nadamat ho to kya ye kabeerah gunah hai ? Aur sir please koi aisa wazifa ya amal bata dein jis sy men apni ki gai tobah pr qaim reh sakon 
Answer Wssalam o alykum, Rasool Allah (s.a.w) se marvi Hadees ke mutabiq Sura e Talaaq (Sura no 65) ki tilawat karte howe Allah Gafoor o Raheem ki Baargaah e Muqaddasa main sache dil se toba o istigfaar karain. (Ref : Dunya Wa Akhirat ki 100 Pareshanion ka hal pg # 37). Guhnaah-naan e kabera main se nahi hai. (Ref:Ayatullah sistani, Minhajus Saliheen,Part#1, Maslah#30,eidition 2009 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.