Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name agha sistani 
Question kya baap k marne(death) k baad us ki Islamic books per siraf baray beta ka haq hai ya sub baiton ka barabar haq hai? marne walay ne koi waseat nahi ki answer me please thanx a lot  
Answer Marhoom ki Books par us ke sare wurasa ka brabar haq hai, Albattah Marhoom k quraan per faqat barhe bĂȘte ka haq hota hai.(Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2691-2737). Update on dated 04-06-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.