Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Meri shaadi 2001 ma hoe thi mery shohar ne mjhe ek baar talaq di 2009 ma ek month k andar hi dubara raju kia phir us ne mjhe dubara ek baar talaaq di phir dubara hum ne raju kr lia dubara nikah nahi hoa 2 saal pehly hum ma alehdigi ho gae aur ma apny parents kay ghar reh rahi hoon 2 saal se ab ma ne us se court k through khula li ha to aisi surat ma mery liye iddat ka kia humak jabkay ma dsry shehar ma job kr rhi hoon apny ghar se door aur mera guzara isi job se hota ha kia idaat k doran ma job nahi kr sakti? 
Answer Ap abhi tak apne shohar ki zojiyat men hen or or dusre ruju k bad faqat alhedgi se talaq nahi hogi or nahi court se li gai talaq khula k zariye talaq hosakti hai, is lihaz se ap bhi tak uski biwi hen or ap k liye koi iddat nahi hai. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition # 35,Mafhoom e Maslah # 2491). Update on dated 25-08-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.