Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question اسلام و عليكم ورحمة الله, Plz jawab zarur degye ga, apka bada ehsaan hoga mujh pr, plz,, Mai 30yrs ka male hu, aj se lag bhag 10,12 saal phle bure dosto ki sath k waja se mujhe (masturbation) must zani ki buri aadat lag gayi thi, Us waqt mai itna smjhdaar nhi tha k mujhe ye maloom ho k jo mai kr rha hu iska kya result hoga, Or aadat hone ki waja kr mai lagbhag 10,12 saal yaani k abhi se lag bhag 4,6month phle tk ye krta rha, lakin ALLAH PAAK k ehsaan se meri ye aadat ab lagbhag bnd hai, Or Allah Rabbul Ezzat k fazal se mai 5waqta namazi hu or quran paak bhi pabandi se rozana telaawt krta hu,ALHAMDULILLA, Or shayad is buri aadat ki waja kr, mai kaafi dubla patla bhi hu,, or ab meri pareshaani ye hai k zara si baat pr mere panis me bohot tanao aa jata hai or foran hi(chand second me) dhaat bahar aa jata hai( jaise chote bachhe ka laar ho,is terha ka),,,, Mai abhi gulf me job krta hu, or kuch month baad meri shadi hone wali hai, mujhe plz plz ye bataye k kya ye problem shadi krne se khud ba khud thek ho jaati hai ya is k leye elaj ki zarurat hai, agar elaj ki zarurat hai to plz koi dua, wazeefa ya qurani aayat padne k leye mujhe bataye,Apka bohot bohot ehsaan hoga mujh pr, or Allah k fazal se or apki duaao se meri aane wali zindagi khush haal hogi,insha allah,,,, waise mai sureh yaseen, rehmaan or sureh shamsh rozana telawat krta hu,,, plz jawab degyega,mai apke jwab ka wait kr rha hu, جزاك الله خير 
Answer Wssalam o alykum, Rasool Allah (s.a.w) se marvi Hadees ke mutabiq Sura e Talaaq (Sura no 65) ki rozana tilawat karte howe Allah Gafoor o Raheem ki Baargaah e Muqaddasa main sache dil se toba o istigfaar karain. (Ref : Dunya Wa Akhirat ki 100 Pareshanion ka hal pg # 37) , (ref : kitab tib e islam pg # 54). Or is wazife ke sath sath Homoeopathic store se mektum T-10 le kar is main di gaae malomaat ke mutabiq istamaal karain.(Ref : Mektum Homoeo Pharma , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.