Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question salam mai ye janana chate hu ki aqeeq aur firoza me kaya afzal hai aur isko pahnne se apki kismat badal jati ye sochna shai hai ya galat aqeeq har kaoi par feroza har koi nhai pahne sakta hai 
Answer Wssalam o alykum, dono apni apni jaga fazilat rakhte hain, jesa ke marvi Hadees main hai ke Parwerdigaar e aalam irshad fermata hai ke jis hath main Aqeeq o Feroze ki anghoti ho or wo mere aage dua ke liye phelaya jayaen mujhe us se sharam aati hai or main use na-umeed nahi pherta. (Ref : tehzib ul islaam , baab # 2 , topic # 5 , pg # 39 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.