Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name sistani 
Question salam, main ne aur cusion ne ek dosre se ighlaam kya tha jab k hum dono hi na baligh the aur dakhool bhi aein mumkin hy k nahi hoa tha aur pani ka ikhraaj bhi nae hoa tha to ab main kya us ki sister se shaadi kar sakta hu, kiun k main us larki ko aur wo mje pasand karti hy? Is gunah ki mafi bhi maang chuka hu aur kuffara bhi ada karna chathata hu. tafseel se rehnumae kare 
Answer Ighlaam krwaane wale larke ki maa, behn or beti ighlaam krne wale pr- jab k ighlam krne wala baligh ho- haram hojate hen, agrchhe supari(uzwa-w-tanasul ka agla hissa) se kam hi dakhil hua ho, agar ighlaam krwane wala mard ho ya ighlaam krne wala na-bailgh ho tab bhi ihtiyat-e-lazim ki bin pr yehi hukm hai, lekin use guman ho k dukhool, hua tha ya shak kre k dukhool hua tha ya nahi to phir wo haram nahi honge, or isis tarah ighlaam krne wale ki maa behn or sbeti ighlaam krwane wale pr hram nahi hen. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 2369)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.