Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Biwi k peechay k maqam(maqam e pakhana) main hambistari kerna biwi k raazi nah honay ki sorat main ethiyaat e wajib ki bina per haram hay, agar biwi raazi ho tu jaiz hay laikin shadeed makrooh hay ye QURAN PAK me kaha likha hai plz muihe batae mujhe kisi ko batana hai 
Answer Allah Taala Quraan e Majeed main fermata hai ke ager tum nahi jaante to ehl e zikar (jaanne wale) se pocho,(Ref : Sura e Al-Nehal (sura no 16) , Ayat # 43). Or jab jaanne walo main sab se ziyada jaanne wale Rasool Allah (s.a.) ki zaat Paak hai to Ap (s.a.w) ne apni zindagi e Mubarak ke baad Jaanne walo ko muayyan farmaya jesa ke Hadees e Saqlain or is ke ilawa Marvi Ahadees ka mazmoon hai.(Ref : Noor e Imaan , Topic # Hadees e Saqlain , Pg # 175), or Un Muayyan karda Janne walo main se hamare zamane ke Imam Mehdi (a.s) hain jin ka irshaad hai ke Geebat e Kubra ke zamane main peesh aane wale halaat ke silsile main hamari hadesoo ko bayaan karne wale Raviyoon (aaj ke dor main in Hadeso ko bayaan karne wala Mujtahedeen ke ilawa koi bhi nahi hai) ki taraf ruju karo, kun ke wo hamari taraf se tum per us hi terhan hujjat hai jis terhan ham Allah ki taraf se hujjat hain, manderja bala ke madd e nazar muqallid ke liye us ke Mujtahid ka hokum us ke haq main Allah Taala ka hokum hai. (Ref : Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail , edition # 33 , maslah # before fehrist , 01 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.