Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Salaam, kuch din pehle mein hajj ker ke wapis aaya oor meine Kabbah ke pass khere ho ker Allah tala ki qasam Khai ke mein kabhi ortoon ki taraf na dekhon ga. Megar 4 din bad hi mujh se ye qasam tut gayi. Khuda ke waste mukhko iska kafara bata dein. Thanks 
Answer Wssalam o alykum, Ager qasam ki tamaam sharait mojood thi to zarori hai ke Allah Taala se toba karain or 10 faqeroo ko pait bhar kar khana khilaae ya inhain kapre pehnaain(ata kren) or agr ye kam na kr saken to 3 din musalsal roze rakhen. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2633-34). Update on dated 23-07-2015 (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.