Answer |
Wssalam o alykum, Shariat e Muqaddasa ki roshni main ye dosti o mohabbat jaiz nahi hai.
Bayaan karda wazefe per amal karain, or phir Allah Taala ki marzi per razi rehain, Sura e Ahzaab (sura # 33) ko hath say likh kar ik dabbay(box) mai band kar ke apne ghar may hifazat say rakh dain aur is surah ko har rooz ik bar parh kar dua mangain to hisb e manshah rishta distiab ho ga. (Ref : Naway e salaheen pg # 352 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai). |