Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name ayatullah sistani 
Question kya namaz main us waqt k jb koi bhi na mehram na ho phir b mozay pehnna wajib hai ? kya mozay pehnna wajib hain halat e namaz main jb koi kmray main akelay namaz ada ki jae?? 
Answer Agar na mehram nah dekh raha ho to namaz ki halat me pao ka panjay (feet) ke oopar aur nechay k hissay ko zahir karna jaiz hai. (Ref: Jadeed Fiqhi Masail pg # 265,Masla#502)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.