Answer |
Jins e mukhalif sai is had tak dosti karna k mohabbat ki had tak pounch jay, ye jaiz nahi hai q k gunah mai mubtilla honay ka khof moujood hai (Ref: Nigah aur libas sawal # 106 pg # 69)
Surah e ahzaab surah # 33 ko hath say likh kar aik dabbay(box) mai band kar k apnay ghar may hifazat say rakh dain aur is surah ko har rooz aik bar parh kar dua mangain to hisb e manshah rishta distiab ho ga (Ref: Naway e salaheen pg # 352) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
|