Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question AOA janab ye batain kh shia zohar and asar ki namaz aur magrib and eshan ki namaz ek sath kun parhte hain. 
Answer Ahlesunnat ki mashooro maaroof kutub sunan abe daood ,jaame termeze jild 1,pg:109aur sahe muslim ki riwaayat hai : rasool allah ne namaaz zohar aur asar ko aur namaaz maqrib aur esha ko madene me beghair khouf aur barish k aik saath parha yani aik namaaz perne k baad dosere namaaz perhe. Aur rasool ne farmaaya me ne is lie aisa kiya take meri ummat ko takleef na ho. (ref:shiat ka muqadma ,moulaana hiussain ameeni,pg:226) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.