Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Mera 1 yeh bhi sawal hai k kiya nikah k bad (rukhsati se phle)husband wife 1.2sre k samne a skte hain bat kr skte hr trh ki.?humare kuch ristedar rukhsati se phle husband wife k milne ko bura smjte hein is bare mai islam kya khta h?aur shohr k k chahne p phone aur msgs pr sex?aur rukhsati se phle sex krne k bary mai kya ehkam hain? 
Answer Nikah k baad aurat aur mard aik dosere se baat cheet karsakte hai aur aik dosere k saamne aasakte hai (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 2330) Agar Riwaj yahi ho k jab tak rukhsati na hoti is waqt tak larki apnay aap ko apnay shohar ko jima(sex) k lie paish nahi karti, is tarah sai k ise aik zimne shart samjha jata ho to phir aurat k liye nikah k bad rukhsati se phelay shohar k liye apne aap ko paish karna wajib nahi hai, (Ref : Mujtahid se pochay gaey sawalaat, part # 4, sawaal # 149, pg # 72). Update on dated 20-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.