Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Seestani 
Question salam ager kissi muslim ka passeena lebass per lag jay or ham ko maloom na ho k aaya pak hai ya najees tuo hum kiya uss hi lebass main namz ada ker saktay hain or ager bad main maloom ho k uss nai koi wajeeb gussol nahi kiya tuo ada ki jani wali namz k liye kiya hukum hai wasalam  
Answer Agar kisi paak cheez kay baray main ye na jaanta ho kay paak hay ya najis to wo paak hay,musalmaan ka paseena choonkay paak hay lihaza is main namaz parhnay main koi haraj nahi hay.agar koi insaan koi wajib ghusl anjaam na day to is ka paseena najasaat main say shumaar nahi kiya gaya hay.Ref:Tauzeehul Masail Pg.No.30,Masala No.114-116 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.