Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question mjh s na chaty hoy zina hoa,jis p m buhat sharminda ho m n apny shohar ko b bataya,m allah s mafi b mang ri ho,keya m us larky s phr mil sakti ho ya cll p bat kar sakti ho?zina k irady s ni sirf 1 2sry ki help k irady s,q k hm 2no buhat izat dar gher s taluq rakhty h,plz baty 
Answer zina karna gunah e kabira hay.(Ref:Ayatullah sistani, Minhajus Saliheen,Part#1, Maslah#30).Agar shohar dar aurat zina kray to ehtiyat e wajib ki bina par wo zani (zina krne wale mard) par hamesha k liye haram ho jati hai laikin sohar par haram nhi hoti hai aur agar toba aur istegfar na karay aur apnay amal par baqi rahay (yani zina karti rahe) to behtr ye hai is ka shohar isay talaq day den.(Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 2367) Jina e mukhalif sai is had tak dosti karna k mohabbat ki had tak pounch jay, ye jaiz nahi hai q k ghunnah mai mubtila honay ka khof mojoud hay. (Ref : Nigah aur libas sawal # 106 pg # 69) Jis se ghuna hoya ho wo Suche dil se toba karni chahea. Parverdigar ne quran majeed me wada kia hai k wo toba karney waloo ki toba ko qabool karta he. Aisa hargis nahi ho sakhta k wo apne waday per amal na karay. (ref : website ayatullaha sistani d.b. ques # 1 , toba) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.