Answer |
Muta nikah hi ki aik qism hai bas jis tarah behn,beti se nikah kerna haram hai isi tarah behan,beti se muta kerna bhi haram hai balkeh tamaam mehram, orto se nikah kerna haram hai. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2349). Update on dated 07-05-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). |