Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Asalam o Alaiqum !! Baitay (son) ya baiti (daughter) ko doodh kitnay arsay pilana chahyay ? Mehrabani kar k mujay email per jawab day dain mairay pass koi toazee nahe hay or agar aap k pas soft form may toazee ho tho wo b email kar dain khuda hafiz 
Answer Mustahab hai k aurat bachay ko puray 21 mahinay doodh pilaya jae aue 2 saal sai ziyada doodh pilana munasib nahi hai. (yani pilasakte hai laikin accha nahe ) (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #2454). Update on dated 17-08-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.