Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Sir my question is "agar larki dili tor p Nikah k liye Razi nhn hai,,us se nikah k wakt han zabr dasti karwai jati hai to kya aesa nikah jaiz ho ga,,,jb k wo apne parents ko b bta chuki hai k wo kisi aur se shadi karna chahti hai mgr us k parents just cast ki waja se accept nhn kar rae hn,,,,to kya nikah jaiz ho ga,,,," Aur sath hi ye refrence b chahiye k kun Jaiz nhn hai,,,us k ilawa Quran majeed mn b shyed kaha gya hai k bachon ki raza mandi hasil kar k nikah karo,,,so us ayat ka b refrence chahiye(Jazak Allah) 
Answer Nikah ki sharait men se hai k mard aur aurat dono shadi per razi hon lehaza bger razamandi ke nikah sahi nahi hai.(Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2335) Agar aurat aur mard ko ya in me se kise aik ko isdewaj (shadi) per majboor kiya jaay aur nikah k baad wo ijazat de den (yani razi hojaen) to nikah sahe hai, laikin behter ye hai k dobara nikah perha jaye.(Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2335-2339).Update on dated 21-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.